Head

Beete Lamhe lyrics | Lyrics in english and hindi | The train 2007 songs | Beete Lamhein lyrics | The train

Beete lamhe Song lyrics

Beete Lamhe is a hindi song taken from the movie The Train. The singer of this song is K.K. The music of this song is compose by Mithoon Sharma. The lyrics of this song is given by Sayeed Kadari. This movie was released on 8th June 2007. The main stars of this movie was Emraan Hashmi, Geeta Basra, Aditi Bhatia, Sayali Bhagat.


Song - Beetein Lamhein
Singer - K.K
Movie - The Train
Music - Mithoon Sharma
Lyrics - Sayeed Kadari


Beete lamhein lyrics language

  • English 
  • Hindi


Beete lamhe lyrics in english


Dard me bhi ye lab muskura jaate hein
Beetein lamhein hamein jab bhi yaad aate hain
Dard me bhi ye lab muskura jaate hein
Beetein lamhein hamein jab bhi yaad aate hain 
Beetein lamhein.....

Chand lamhaat ke vaste hi sahi 
Muskura kar mili thi mujhe zindagi  
Chand lamhaat ke vaste hi sahi
Muskura kar mili thi mujhe zindagi 

Teri aghosh me din thhe mere kate
Teri baahon mein thi meri raate kati
Aaj bhi jab woh pal mujhko yaad aate
Dil se sare gamon ko bhula jate hai
Dard me bhi yeh lab muskura jate hain  
Beete lamhein hamein jab bhi yaad aate hain
Dard me bhi yeh lab muskura jate hain
Beete lamhein hamein jab bhi yaad aate hain
Beete lamhein.......

Kis kadar tej raftaar thi zindagi 
Kahkahe har taraf thi khushi hi khusi
Maine jis din kahi pyar ki bat thi
Ruk gayi thi achanak vo behti nadi 
Aaj bhi jab vo din mujhko yaad aate hain
Guzare lamhein jahan me ubhar aate hain 
Dard me........

Mere kandhe pe sir ko jhukana tere
Mere sine mein khud ko chupana tera
Mere kandhe pe sir ko jhukana tere
Mere sine mein khud ko chupana tera
Aake meri panahon mein shamo sehar
Kaanch ki tarah  woh tut jaana tera
Aaj bhi jab woh manzar nazar aate hain
Dil ki viraniyo ko mita jaate hai
Dard me bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hain
Dard me bhi yeh lab muskura jaate hain
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hain    


Beete lamhe lyrics in hindi


दर्द में भी ये लब मुस्कुरा जाते हैं 
बीते लम्हें हमें जब भी याद आते है 

चंद लम्हात के वास्ते ही सही 
मुस्कुरा कर मिली थी मुझे ज़िन्दगी 
तेरी आघोश में दिन थे मेरे कटे 
तेरी बाँहों में थी मेरी रातें कटी 
आज भी जब वो पल मुझको याद आते हैं 
दिल से सारे गमो को भुला जाते हैं 

किस कदर तेज रफ़्तार थी ज़िन्दगी 
कहकहे हर तरफ थी ख़ुशी ही ख़ुशी 
मैंने जिस दिन कही प्यार की बात थी 
रुक गई थी अचानक वो बहती नदी 
आज भी जब वो दिन मुझको याद आते हैं 
गुज़रे लम्हें जहन में उभर आते हैं 

मेरे काँधे पे सर को झुकाना तेरा  
मेरे सीने में खुद को छुपाना तेरा  
आके मेरी पनाहो में शाम ओ सहर 
कांच की तरह वो टूट जाना तेरा 
आज भी जब वो मंज़र नज़र आते हैं 
दिल की वीरानियों को मिटा जाते हैं